"Asa Lagta hai Ab Govt Batyegi Kay Kon Sahaafi Hai...", Mazhar Abbas

  • 4 months ago
"Asa Lagta hai Ab Govt Batyegi Kay Kon Sahaafi Hai...", Mazhar Abbas
Transcript
00:00 HRCP is bill ko jo Punjab mein aaj pesh hua hai parleman ko izadi izhar ka gala ghontne ke mutradiv karar deri hai.
00:07 What is the government doing, sir?
00:09 Shukriya Mehar, dekhiye mujhe to yeh, maine padha hai yeh bill jo Punjab Assembly wala hai aur Media Regulatory Authority aur
00:18 mujhe to yeh lag raha hai ki jaise nationalization of media ho gaya hai yeh.
00:23 Aur koi is mulk mein aur koi kisi ki hatak nahi karta kisa sirf media karta hai hatak. Isliye defined kiya gaya hai, ab yeh batayenge
00:31 ke kaun editor hai, editor ki kya tarif hai, ab yeh batayenge ki journalist ki kya tarif hai, ab yeh batayenge ki hatak kya hoti hai.
00:39 Muslim League noon ka masalah kya hai? Aaj ki baat nahi hai Mehar.
00:44 Muslim League noon ki Nawaz Sharif sahab ki jab pehli government bani, uske baad unhone sabse pehle kya kiya?
00:51 Aur uske ek puri tarikh aap utha ke dekh lein. Jab Saifur Rehman sahab 97 mein bane,
00:58 Ehtisab Bureau ke to unhone kise target kiya? Editor ki telephone tap kiya jate the,
01:04 journalist ki telephone tap kiya jate the, uske khilaf bharpoor itijaz hua.
01:10 Uske baad unki doosri government bhai, 2013 ke baad jo agar aap dekh lein, 2016 mein,
01:17 pekka act lekar aaye, aur phir uske baad jab PTI ki government aaye,
01:23 to PTI ki government ne bajaye iske, uswag jab pekka aaya tha, uswag toh bahut shur kiya tha,
01:29 lekin phir unhone usse bhi sakh kanun lekar aane lagey hai PTI ki government.
01:34 Ab yeh Nawaz Sharif sahab ki aur Shahbaz Sharif sahab ki government hai,
01:39 yeh bunyadi taur pe ya to media se allergic hai.
01:44 Sir, aap jaante hai, idhar defamation laws hain, unko naafiz ul amal karein,
01:48 2002 ka banawa bhi aapko kaitha hai ki 90 din ke andar aap wrap up karein sab kuch,
01:53 wo amal daraamat nahi hoga, mazeed gala ghontenge.
01:56 Aapne ek badi maziki baat ki ki media se allergic hai, Muslim League noon shayad,
02:00 aap khud engaged hua hai, press or book registration ordinance jo Sindh mil aaya jaa rahe hain,
02:03 usko aap review kar rahe hain, magar kya har jagah, aaj ke daur mein,
02:07 har haqoomat jo hai, wo target media ko hi kar rahi hai, media attack ke andar hai,
02:11 yeh sab allergic hai, pichle roz bhi Quetta Press Club mein jo hua,
02:14 seminar ki ajazat Baloch mili, yeh Akhjaithi Council ne jo li,
02:17 uska bhi batayiye ka sir, udhar bhi intazamiyah ne taale laga diye,
02:20 waqda ke through press club ki lights off ka diye, ho kya rahe hai is molk mein?
02:23 Dekhe overall agar aap dekhein ki kahin haqomat, kahin ghar siyasi log,
02:30 matlab civil, sivayi media ke aur koi target nahi hai,
02:33 aisa lagta hai ki sivayi media ke aur koi ghalat kaam nahi kar raha hai,
02:37 baaki yeh sab bilkul dry cleaned hua hua hain,
02:42 aur zyahir dry cleaned hi hua hua honge,
02:45 lekin Quetta Press Club ka aapne poocha,
02:48 usse pehle jo media, jo federal government bana rahi hai,
02:51 wo toh aur bhi khatarnak hai,
02:53 waha toh sadayen dene ki aap baatein kar rahe hain,
02:55 do saal ki sada hogi,
02:57 Khawaja Asif sahab, bade aas peene chada kar yeh baat kar rahe hain,
03:01 toh aap de sadayen, aap ban kar dena electronic media ko,
03:04 ban kyu nahi kar dete?
03:06 aap ban kar dene, sab pe pabandi laga de,
03:08 aapne X par pabandi laga di, toh aapne kya kar liya?
03:10 aapne kaunsi pabandi atai?
03:12 aap ko, aap, khud, aap kehte hain, khud information minister kehte hain,
03:16 ki mujhe, mujhe yeh kaanu, yeh X par pabandi pasand nahi hai,
03:20 bhai aapko pasand nahi hai, pabandi toh aap bhi ki hukumat ne laga hi hui hai,
03:24 yaha sawal, jab kiya jaata hai,
03:27 ki jee Azam Tadhar sahab ki abhi main press conference sun raha tha,
03:30 masla yeh hai, ke court jo hai,
03:33 yeh X shehri ghaib ho jaata hai, koi sahafi ghaib ho jaata hai,
03:36 koi siyasi karakun ghaib ho jaata hai, yeh kiski zimmedaari hai,
03:39 ke usko baramat karein?
03:41 sirf kya yeh kahna kaafi hai, ke jee,
03:43 hume nahi pata, humne nahi kiya,
03:45 bhai aapne nahi kiya, toh secretary interior,
03:48 secretary defence, yeh inhi ki hukumat-e-waqt,
03:52 Wazir-e-Azam, yeh aayin kya kehta hai,
03:55 ke shehriyon ke, shehriyon ke jaan aur maal ki zimmedaari kiski hai?
03:59 yeh inki zimmedaari hai,
04:01 aur agar aap wo zimmedaari poori nahi karein,
04:03 toh court kya karein?
04:04 kis se pooche, ke wo shehri kidhar chala gaya?
04:07 kaun le gaya us shehri ko?
04:08 sir, Punjab assembly ne bill manzoor bhi kar liya hai,
04:11 hatke izzat ka,
04:12 ab khair manayiye,
04:13 kyunki adab waqt...
04:14 nahi, yeh kuch bhi kar lein,
04:16 dekhein, meher, yeh kuch bhi kar lein,
04:18 aur main bilkul PFUJ se bhi,
04:21 tamam media stakeholder se bhi,
04:24 yeh bilkul darkhaaz bhi karunga,
04:26 aur chahunga,
04:28 ke muzaqraat ab na kiye jayein,
04:31 jab tak yeh bill waqis na ho,
04:33 hukuma se kisi kism ki muzaqraat na kiye jayein,
04:36 jab tak yeh pehle yeh bill waqis lein,
04:38 baithein phir,
04:40 phir baith ki agar koi cheezin karni hai,
04:42 toh karein,
04:43 us pe yeh jo hai,
04:44 yeh draconian law laana chahtein,
04:46 yeh control karna chahatein,
04:48 yeh control karna chahtein,

Recommended