Skip to playerSkip to main contentSkip to footer
  • 9/14/2023

Category

🗞
News
Transcript
00:00 Gandhi ji ne jeevan pariyant maana.
00:05 Jin Bhagwan Shri Ram ne unko jeevan bhar prerna di, unke aakhari shabd bane hai Ram.
00:16 Jit sanatan ne unhe aspurushyata ke khilaf andolan chalane ke liye prerit kiya.
00:25 Yeh Indi gadbandhan ke log, yeh Gamandiya gadbandhan ke log,
00:32 us sanatan parampara ko samabta karna chahate hai.
00:38 Jit sanatan se prerit hokar, Swami Vivekananda ne,
00:44 samaj ki vibin buraiyon ke prati, logon ko jagrut kiya.
00:51 Indi gadbandhan ke log, us sanatan ko samabta karna chahate hai.
00:58 Jit sanatan se prerit hokar, Lokmanya Tilak ne,
01:05 Maa Bharti ki swatantrata ka gbida uthaya,
01:10 Ganesh puja ko swatantra andolan se joda,
01:16 Sarvajanik Ganeshotsav ki parampara badhai,
01:21 Aaj usi sanatan ko yeh Indi gadbandhan,
01:28 Tehesh nahesh karna chahata hai.
01:32 Saathiyon, yeh sanatan ki taakat thi,
01:37 yeh swatantrata andolan me,
01:41 faansi pane wale veer kehte the,
01:45 ki agla janm mujhe, phir yeh Bharat Maa ki god mein dena.
01:52 Jo sanatan sanskriti,
01:56 Sant Ravi Das ka pratibimb hai,
02:00 Jo sanatan sanskriti,
02:03 Mata Sabri ki pehchaan hai,
02:07 Jo sanatan sanskriti,
02:10 Maharshi Valmiki ka aadhar hai,
02:14 Je sanatan ne,
02:17 Hazaro varshon se Bharat ko jode rakha hai,
02:21 Yeh log, milkar,
02:26 Ab us sanatan ko,
02:29 Khand khand karna chahate hai.
02:32 Aaj in logon ne,
02:35 Khul karke bolna shuru kiya hai,
02:38 Khul karke hamla karna shuru karke diya hai,
02:42 Kal yeh log,
02:45 Hum par hone wale hamle,
02:49 Aur banane wale hai,
02:52 Desh ke kaune kaune mein,
02:56 Har sanatani ko,
02:59 Is desh ko pyaar karne wale ko,
03:03 Is desh ki mitti ko pyaar karne wale ko,
03:06 Is desh ke koti koti jano ko pyaar karne wale ko,
03:11 Har kisi ko,
03:14 Satark rehne ki zarurat hai,
03:18 Sanatan ko mita kar,
03:22 Yeh desh ko,
03:24 Phir,
03:26 Ek hazaar saal ki gulami mein,
03:30 Dakailna chahate hai,
03:34 Lekin hume milkar,
03:37 Aisi taakato ko rokna hai,
03:42 Humari sanatan ki shakti se,
03:48 Humari ek jhuta se,
03:52 Unke mansukhbo ko naakam karna hai.

Recommended