Surat Diamond Bourse: Pentagon को पीछे छोड़ India में बनी सबसे बड़ी ऑफिस बिल्डिंग| GoodReturns

  • last year
वर्ल्ड की सबसे बड़ी ऑफिस बिल्डिंग का खिताब अब तक US Pentagon के पास था लेकिन अब पेंटागन से ये खिताब छिनने वाला है. इंडिया में वर्ल्ड की सबसे बड़ी ऑफिस बिल्डिंग बन रही है, जो कि पेंटागन को पीछे छोड़ देगी. कहां है ये बिल्डिंग और कैसी दिखती है, कितने रुपए का खर्च आया..सब जानते हैं इस वीडियो में-

The Pentagon was the world's largest office building for 80 years. But that title has now been taken by a building in Gujarat's Surat. Surat Diamond Bourse, a diamond trade centre now became the world's largest office building.

#surat #suratdiamondbourse #pentagon
~PR.147~ED.148~HT.96~

Category

🗞
News
Transcript
00:00 World ki sabse badi office building ka khitab ab tak America ke Pentagon ke paas tha lekin ab Pentagon se khitab chhinna wala hai.
00:07 India me World ki sabse badi office building ban rahi hai jo ki Pentagon ko peeche chhod deki.
00:11 Kahan hai ye building aur kaise dekhti hai? Kitne rupe ka kharch aaya hai? Sab jaanete hai is video me.
00:16 To Bharat me duniya ke sabse badi office building ban rahi hai, ye building Gujarat ke Surat me ban rahi hai.
00:21 Surat ko Diamond Trade ka center mana jata hai. Is building ko bhi Heere ke Vyaapar Kendr ke roop mein istamal kiya jayega.
00:28 Is building ko poora banne me 4 saal ka waqt lag gaya hai.
00:31 Dhyan dene wali baat ye hai ki Surat me World ke 90% Heere ki manufacturing hoti hai.
00:36 Wahin America ke Pentagon ki baat kare to iske paas World ki sabse badi office building hone ka taaj pichle 80 saalon se tha.
00:44 Lekin ab ye khitab Surat Diamond Bores ke paas jane wala hai.
00:48 Surat Diamond Bores kya hai? To is shyaandar building ka naam Surat Diamond Bores rakha gaya hai.
00:52 Duniya ke gem capital ke roop mein popular Surat ki is building ko one stop destination ke roop mein banaya gaya hai.
00:59 Is building ko kul 15 manzila banaya gaya hai jo ki 35 acre me pheli hui hai.
01:03 Aisa bataya jaa raha hai ki isi amarat me 65,000 se zyada diamond professionals kaam kar sakenge.
01:09 Isme Heere ke Vyaapar se jodhe polishers, cutters aur Vyaapari sabhi ke liye facilities provide ki gaya hai.
01:15 Is building ko 9 rectangular structures ke roop mein banaya gaya hai aur ye sabhi ek doosre se central spine ke roop mein connected hai.
01:23 Is building ko banane wali company ne ye claim kiya hai ki isme kul 7.1 million varg feet se zyada ki zameen hai.
01:30 Is building ka inauguration PM Narendra Modi November 2023 me karne wale hai.
01:35 Is shyaandar building ko banne me 4 saal ka waqt laga.
01:38 Isse nai Delhi sthit Indian Architecture firm Morphogenesis ne design kiya hai.
01:43 Reports ke matabik is project ki lagat kareeb 32 Arab rupai hai.
01:48 SDB yaani ki Surat Diamond Boards ki website ke matabik is complex me ek entertainment aur parking area maujood hai
01:56 jo kul 22 lakh varg feet me phela hua hai.
01:59 SDB Diamond Boards ne ek non profitable organization hai jo Company Act 2013 ke section 8 ke under register ki gayi hai.
02:07 Is project ke mukh karakari adhikari Mahesh Garvi ne kaha hai ki nai building complex hazaaro heera karubariyon ke liye ek mehtav poorn kendra sabit hoga.
02:17 Isse vaipariyon ko business badhane me madad milegi aur isse train se ki jaane wale daily travel se bhi unhe chutkara mil joayega.
02:24 Is project se Mumbai se aane wale hazaaro karamchariyon ko madad milegi.
02:28 Aapko batade ki Surat me duniya ke 90% heera tarasha jaate hain.
02:32 Is building me 131 elevators aur doosri facilities bhi hai.
02:36 Is building me banne se pehle hi heera companyon ne apne apne office yaha kharid liye the.
02:41 Is building ko ek antarashtri design pratyogita ke baad Morphogenesis ne design kiya.
02:47 Is building ko banate wakt ye nahi socha gaya tha ki ye America ke pentagon ko peeche chod dega.
02:51 Isse sirf vaipariyon ke suvidha ke liye design kiya gaya tha.
02:55 Lekin ab isne ye upalabdhi hasil kar liye hai aur ye duniya ki sabse badi office building ban gayi hai jo ke pehle pentagon hua karti thi.
03:03 Is video me itna hi aapko ye jankari kaise ligi hume comment karke zarur bataye.
03:07 Agar aap is video ko Facebook pr dekh rahe hain to Facebook page ko like kare.
03:10 YouTube pr agar aap dekh rahe hain to Goodreturns ki YouTube channel ko subscribe karna na bhule.
03:15 क्योंकि वाले करते हैं!

Recommended