Skip to playerSkip to main content
  • 4 years ago
Kahin Door Chalain Hum - Baig - Karachi 1986 EP (2020)

Lyrics:
Kahin door chalain hum
Jeewan kay raahein aagay nazar
Kahin yaad na ayay ghum
Bikhair diye kinaaray sitam

Aur kabhi na kabhi to keh dena
Dil bhi tumhara sirf ho
Kabhi to yeh keh de na
Kay hum bhi aap kay hi hon

To phir yaad ayay ga
Teray baahon mein rehna
To phir yaad ayay ga
Teray baahon mein rehna

Jaanum tere aankhon par
Sitaaron girain aur shabnum falak say
Mujhay bateyi gi woh
Kay hum bhi aap kay hi hon

Phir kahin door chalain hum
Sadiyon mein behtay huwe ye pal
Ye doori na huwe kum
Aisay lagay tujhay dekh kar...

Credits:
+ Lyrics/ Vocals, Synths/ Drum Machine, Mixing/Mastering Engineer: Baig (Ali Aminuddin)
+ Video by Baig

Follow Baig:
+ Instagram/ Twitter/ Facebook: @baigmusic
+ Soundcloud: soundcloud.com/baig1986
+ Bandcamp: baig.bandcamp.com
+ Youtube: youtube.com/user/AliAminuddin
+ Spotify: https://distrokid.com/hyperfollow/baig/karachi-1986
Comments

Recommended