Ya Rab Shabei-e-Syed-e-Abrar (PBUH) Dikha Dey - Naat (Urdu) - Muhammad Ramzan Kaifi

  • 4 years ago
Naat (Urdu)
Ya Rab Shabei-e-Syed-e-Abrar (PBUH) dikha dey
Sarkar (PBUH) ke Darbar ke Anwaar dikha dey

Aijaz-e-Sukhn bakhsh dey Aey Rab-e-Khalaiq
Ilm-o-Adab-o-Shehr ka gulzar dikha dey

Khud Pesh karun jo ke main Aadab-e-Hazoori
Sarkar (PBUH) Shae-e-Wala ka Darbar dikha dey

Har rah pey jahan bikhrey hain Sarkar (PBUH) Ke Jalwey
Wo manzer Zau raiz-o-Zia bar dikha dey

Jaan Aaqa (PBUH) Ke Qadmun pey jo kartey they nichawar
Sarkar (PBUH) ke sab yar wafadar dikha dey

Jin galliyun ne dekha tha wo khurshid-e-Risalat (PBUH)
Un galliyun ke ya Rab ! Darr-o-Dewar dikha dey

Kaifi ke liye jis mein hai taskeen ka saman
Ik bar wohi Shehr-e-Pur Anwar dikha dey

- Naat Number # 4
- Page Number # 91 -92
- Written and read by Muhammad Ramzan Kaifi (Naatia Poet)

- Ashk-e-Aqeedat (Urdu Aur Saraiki Naatia Kalam)
Available at: https://drive.google.com/file/d/1XpQd1aG_1SLMA7Fbb4SvBsgC989Qidg6/view

- Aqwal-e-Kaifi by Muhammad Ramzan Kaifi (Naatia Poet) has been published and available online.
Available at: https://drive.google.com/file/d/12i4K3c5ZVZL3120Nb235DapkUGIOqghB/view

#-----------------#
Address
#-----------------#

Aastana Aalia Ghousia Awaisia Near Qasim Bagh Khanqah Sharif T/D Bahawalpur, Punjab Pakistan.

#-------------------------#
Content Maker
#-------------------------#

Faqeer Muhammad Ramzan Kaifi is a Teacher, Artist, Naatia Poet, Writer and Mystic. He is illuminating the hearts of people through his intense Love for Allah, Hazrat Muhammad (Sallallahu Alayhi Wa-Aalehi Wasallam), Ahle-Bait (R.A), Sahaba Karam (R.A) and Auliya Karam (R.A).

His books: Ashk-e-Aqeedat(Urdu and Saraiki Naatia Kalam) and Aqwal-e-Kaifi(Aqwal in Urdu and English) have been published.

Ashk-e-Aqeedat is collection of Hamd-o-Naat, Manaqib, Kafiyan, Qataat, Rubaiyat and Fardiyat in Urdu and Saraiki.

His other books that are in the process of publication are:
i- Kaifiyat-e-Kaifi
ii- Muqashfat-e-Kaifi (Volume-1)
iii- Muqashfat-e-Kaifi (Volume-2)
iv- Bazuban-e-Khalq.

He has been conducting religious congregations and Spiritual Mahafils:
i- Mahana Mailad-e-Mustafa (Sallallahu Alayhi Wa-Aalehi Wasallam) since 1987.
ii- Salana Mailad-e-Mustafa (Sallallahu Alayhi Wa-Aalehi Wasallam) since 1987.
iii- Salana Mehfil Zikr-e-Ahl-Bait (RIZWANULLAH ALAIHE) since 1427 Hijri.
iv- Salana Mehfil Ghous-ul-Azam Hazrat Al-Sayyed Al-Shaikh Abdul Qadir Al-Jilani Al-Hassani-o-Al- Hussaini (Qudd-e-Sa Sirr-o-hul Azeeze)
v- Salana Mehfil Hazrat Khawaja Mohkum-ud-Deen Sairani (Rahmatullah Alaih)

#-----------------------#
Social Media
#------------------------#

His collection of Hamd-o-Naat, Nazm, Manaqib, Kafiyan, Qataat, Rubaiyat, Marsiay and Fardiyat in Urdu and Saraiki is available on:
1-YouTube https://www.youtube.com/mramzankaifi
2-Facebook https://www.facebook.com/RamzanKaifi
3-Fb Page https://web.facebook.com/mramzankaifi
4-Dailymotion https://www.dailymotion.com/mramzankaifi