Recited By | Mir Hasan Mir Kalam Title | Haye Alamdar Haye Alamdar Poetry By | Mir Takallum Composition | Raza Sahah Chorus By | Amanat Ali Khan - Ghulam Abbas Khan - Rajab Ali Khan Video | Tna Production Cover Design By | Alamdar Raza Sar Creatives Social Media Team | Aun Zaidi - Yawer Abbas Damani - Ali Hasnain Qilvi Audio Recorded & Master/Mixing | ODS Studio Islamic Date | Muharram 1441H Album | 2019 / 1441H
On the arrival of Muharram Many Condolences to Prophet Muhammad (Saww) and Hazrat Fatima Zahra (as) and Especially to Imam e Zamana (AJF).
---------------------------------------------------------------------------- Follow Us On Our
All Social Media Channels :- ============================== Follow Us On Our Other Social Media Channels :- Facebook: https://bit.ly/2G2F2vt Android App: https://goo.gl/YgsjeD Sound Cloud: https://www.soundcloud.com/Mir-Hasan-Mir Instagram : https://www.instagram.com/mirhasanmir... Official Website: https://www.MirHassanMir.com ============================== ----------------------------------------------------------------------------- ●● NOHA LYRICS ●●
●Haye Alamdar haye Alamdar
●Karte hai matam Abbas ka Hogya marna sitam Abbas ka Haye Alamdar haye Alamdar
●Kehte the qamar tham ke yeh Seyyed e abrar Haye Alamdar haye Alamdar
●Yeh haal hai lashe ka sambhala nahi jata Teer ankh se bhai ki nikala nahi jata Imdad ko ajaiye Ya Haidar e Karar
●Zainab ne teri aas pe chora tha madina Mai kese bataon use saqqa e Sakina Mara gaya Zainab teri chadar ka nighedar
●Tum qatal hui hum pe bhi yeh chal jaigi shamsheer Agyar mai reh jaigi tanha meri hamsheer Zainab ki rida bachne ke baqi nahi aasar
●Jis tarha ghar laye the masjid se Ali ko Us tarha se le jainge khemay mai jari ko Akber mere bhai ka janaza karo tayar
●Bazoo bhi qalam hogaye aye bazuye Shabbir Tukray hai badam abkhon mai pe wast hua teer Kis ne ye meri maa ki duaon pe kiya waar
●Aati hai sadaa loot lo namoos e Nabi ko Ab marna asaan hai Hussain ibn e Ali ko Marne pe tere jashan manate hai sitamgar
●Akber hamain mushkil se bohat layein hain bhai Maidan mai girte hui hum ayein hain bhai Ankhein to zara kholo mere munis o ghamkhuwar
●Ik baat tumhain karb ki batlata hun bhaiya Jab bhi koi masooma ke marega tamacha Ro ro ke pukare ge Sakina tumhain har baar