Allah-Rakha Rahman is an Indian composer, singer-songwriter, music producer, musician and philanthropist
Kun Faya Kun By AR Rahman
Rockstar whole album is super fantastic but one track that simply class apart is "Kun Faaya Kun". In this movie Ranbir Kapoor has shed his boy next door image and we believe this is his best work done so far. This song is sung by Mohit Chauhan, Javed Ali, A R Rahman whereas lyrics are penned down by Irshaad Kamil who has also given lyrics in hindi movie Mausam. Enjoy & play exclusively on T-Series.
Song -Kun Faya Kun Film - Rockstar Singer - A.R. Rahman, Javed Ali, Mohit Chauhan Lyricist - Irshaad Kamil Music Director - A.R. Rahman Artist - Ranbir Kapoor, Nargis Fakhri, Shammi Kapoor, Others Music On - T-Series
Kun Faya Kun Lyrics & Video Song from Rockstar. Kun Fayakun is Sufi / Qawwali sung by AR Rahman, Javed Ali and Ranbir's part is sung by Mohit Chauhan. It's a great song, gives you peace and connects you to God. Very well sung all three singers and Brilliant work by Ranbir Kapoor as well.
Kun Fayakun Lyrics
Ya Nizamuddin Auliya Ya Nizamuddin Sarkar Kadam badha le Haddon ko mita le Aaja khalipan mein pee ka ghar tera Tere bin khali aaja khalipan mein Tere bin khali aaja khalipan mein Ooo...
Rangreza Rangreza Rangreza aa..... Ho o ... Rangreza Rangreza
Kun fayakun Kun fayakun fayakun Fayakun fayakun fayakun Kun fayakun Kun fayakun fayakun Fayakun fayakun fayakun
Jab kahin pe kuch nahi bhi nahi tha Wahi tha Wahi tha Wahi tha Wahi tha Jab kahin pe kuch nahi bhi nahi tha Wahi tha Wahi tha Wahi tha Wahi tha
Woh jo mujh me samaya woh jo tujh me samaya Maula wahi wahi maaya Woh jo mujh me samaya woh jo tujh me samaya Maula wahi wahi maaya
Kun fayakun Kun fayakun Sadq allahu ali ul azeem
Rangreza rang mera tann mera mann Le le rangaai chahe tann chahe mann Rangreza rang mera tann mera mann Le le rangaai chahe tann chahe mann
Sajra savera mere tann barse Kajra andhera teri jalti lau Sajra savera mere tann barse Kajra andhera teri jalti lau Qatra mila jo tere darr barse O Maulaa... Maulaa... aa...
Kun fayakun Kun fayakun Kun fayakun Kun fayakun Fayakun Kun fayakun fayakun Fayakun fayakun fayakun Aaa Kun fayakun Kun fayakun fayakun Fayakun fayakun fayakun
Jab kahin pe kuch nahi bhi nahi tha Wahi tha Wahi tha Wahi tha Wahi tha Jab kahin pe kuch nahi bhi nahi tha Wahi tha Wahi tha Wahi tha Wahi tha
Kun fayakun Kun fayakun Sadq allahu ali ul azeem
Sadaqa-Rosooluh-ul-Nabi-ul-Kareem SalAllah hu alayhi wasallam SalAllah hu alayhi wasallam
Ho mujh pe karam sarkar tera Araj tujhe kar de mujhe Mujhse hi riha Ab mujhko bhi ho deedar mera Kar de mujhe mujh se hi riha Mujh se hi rihaaa...
Mann ke mere ye bharam Kachche mere ye karam Leke chale hain kahaan main to jaanu hi na
Tu hai mujh mein samaaya kahaan leke mujhe aaya Main hoon tujh mein samaaya Tere peechhe chala aaya Tera hi main ik saaya Tune mujhko banaya Main tto jag ko naa bhaya Tune gale se lagaya Haq tu hi hai khudaya Sach tu hi hai khudaya Aaa...
Kun fayakun Kun fayakun fayakun Fayakun fayakun fayakun Kun fayakun Kun fayakun fayakun Fayakun fayakun fayakun
Jab kahin pe kuch nahi bhi nahi tha Wahi tha Wahi tha Wahi tha Wahi tha Jab kahin pe kuch nahi bhi nahi tha Wahi tha Wahi tha Wahi tha Wahi tha
Kun fayakun Kun fayakun Sadq allahu ali ul azeem
Sadaqa-Rosooluh-ul-Nabi-ul-Kareem SalAllah hu alayhi wasallam
Be the first to comment