K Chor Gaya Ajeeb Shaks Tha Sapnay Dikha K Chor Gaya Yeah Ujra Ghar To Usii Aik Ki Nishaani Hai Tu Apne Naam Ki Takhti Laga K Chor Gaya
Hum To Tinkay Chun Rahay Thay Aashiynay K Liyeah Aap Say Kiss Nai Kaha Bijli Giranay K Liyeah Haath Thak Jain Gay Kiyoon Pees Rahay Ho Mehndi Khoon Haazir Hai Hatheli Pay Laganay K Liyeah
Ishq Ko Dard E Sir Kehnay Walaoon Suno Kuch Bhi Ho Hum Nai Yeah Dard E Sir Lay Liya Woh Nigaahon Say Bach Ker Kahan Jain Gay Ub To Un K Mohallay Mein Ghar Lay Lia
Aa'ye Bun Thun K Shehr E Khamooshaan Mein Wo Qabr Daikhi Jo Meri To Kehnay Lagay Aray Aaj Itni To Is Ki Taraqqi Howi Aik Bayghar Nai Acha Sa Ghar Lay Lia
Idhar Zindagi Ka Janaza Uthay Ga Udhar Zindagi Un Ki Dulhan Banay Gi Qayamat Say Pehlay Qayamat Hai Yaaro Mairay Samnay Meri Dunya Lutay Gi
Jawani Pay Meri Sitam Dhanay Waloon Zara Sooch Lo Kia Kahay Ga Zamana Idhar Miaray Armaan Kafan Pehn Lain Gay Udhar Un K Haathon Pay Mehndi Lagay Gi
Woh Parday K Peechay Mein Parday K Aaagay Na Woh Aain Aagay Na Mein Jaaon Peechay Woh Aagay Barhein Gay To Kuch Bhi Na Hoga Mein Peechay Hatoon Ga To Dunya Hasay Gi
Azal Say Mohabbat Ki Dushman Hai Dunya Kaheen Do Diloon Ko Milnay Na Day Gi Idhar Mairay Dil Per Khanjar Chalay Ga Udhar Un K Maathay Per Bindiya Sajay Gi
Abhi Un K Hasnay K Din Hein Wo Hasn Lain Abhi Mairay Ronay K Din Hein Mein Ro Loon Magar Aik Din Un Ko Rona Paray Ga K Jiss Din Bhi Meri Mayyat Uthay Gi
ashiaane ke liye aap se kis ne kaha bijli ghirane ke liye
haath pak jaahye ge kyun pees rahe ho mehndi khoon hazir hein hatheli par lagane ke liye
ishaq ko ho darde sir kehne walo kush be kaho hum ne jeh darde sir leh liya woh nigaho se bach kar kaha jahe ge abbh toh uhn ke mohale mein ghar leh liya
aaye ban than kar shere khamosha mein woh kabar dekho jo meri to kehne lage are aaj itni toh is ki taraki huvi eik beghar ne ascha sa ghar leh liya *.* •♥••♥••♥••♥••♥••♥••♥••♥••♥••♥••♥••♥••♥•
idhar zindgi ka janaja uthe ga -2 udhar zindgi unki dulhan bane ge
meri maut pariyo ke juhrmat mein ho ge janajaa haseeno ke kaandhe peh ho ga meri maut pariyo ke juhrmat mein ho ge janajaa haseeno ke kaandhe peh ho ga kaandhe peh ho ga
kaffan mera ho ga uhni ka dupata kaffan mera ho ga uhni ka dupata bari dhoom se meri mahiyat uthe ge
idhar zindgi ka janaja uthe ga -2 udhar zindgi unki dulhan bane ge
woh parde ke peesche mein parde ke aage na woh ahe aage na mein jaahu peesche woh parde ke peesche mein parde ke aage na woh ahe aage na mein jaahu peesche
na mein jahu pessche
woh aage barre ge toh kuch be na ho ga mein pessche hatu ga toh duniya hase ge idhar zindgi ka janaja uthe ga -2
jawani par meri peh sitam dhaane wale zara soch lo keya kahe ga zamaana jawani par meri peh sitam dhaane wale zara soch lo keya kahe ga zamaana kahe ga zamaane
idhar mere armaan kafan pehn leh ge-2 udhar uhn ke hathon peh mehndi lage ge idhar zindgi ka janaja uthe ga
ajal se mohabat ki dushman hein duniya kahi do dilo ko milne na deh ge ajal se mohabat ki dushman hein duniya kahi do dilo ko milne na deh ge milne na deh ge
idhar mere dil par khanjar chale ga-2 udhar uhn ke maathe par bindiya saje ge
idhar mere armaan kafan pehn leh ge-2 udhar uhn ke hathon peh mehndi lage ge idhar zindgi ka janaja uthe ga