Khoobani Ke Fawaid Jumla Aeza ko quwat deta ha. Piyas, Khoon, josh khoon ko taskeen deta ha. Maghz khoobani badam ki manind lazeez hota hai. Darakht khoobani ke pattay qatil karam shikam hai. Khoobani mamooli garam, qabz kusha ha body ko taqat bakhshti hai. Pait ke keeron ko marti ha. Piyas, bawaseer, bukhar or aanto mein zakham ho jane ki shikayat mein is ka istamal acha rehta hai. Maso ki jalan mein bhi nafe ha jo log khoobani ka use karte hein in ke jism mein chusti or tawanai ka ahsas rehta hai.
Visit http://www.islamiwazaif.com or http://www.aurado-wazaif.blogspot.com
Islamic and Quranic Wazaif in urdu, Ahadees Sharif, Masnoon Duain, Durood Sharif, complete Quran Pak with Urdu and English Translation, health tips, beauty tips, ghareloo totkay, fruit benefits, vegetable benefits and find the solution of all your problems through Rohani ilaj.
Be the first to comment