Ay kash tujhy tujh sy liye bin na raha jaye Kahna to nahi tha par kahy bin na raha jaye Khawabon ki rawani sy ujala howa ghar mein Khawabon ki rawani sy ujala howa ghar mein Rahny ko chraghon mein rahy bin na raha jaye .... Ay kash tujhy tujh sy liye bin na raha jaye Chahat mein bicharna bhi zaroori howa aksar Chahat mein bicharna bhi zaroori howa aksar Rahny ko juda ho ky rahy bin na raha jaye Rahny ko juda ho ky rahy bin na raha jaye Ay kash tujhy tujh sy liye bin na raha jaye
Har roz guzarti hai qayamat si qayamat Har roz guzarti hai qayamat si qayamat
Be the first to comment