Phir Se Wahin Dil Ley Aaya Mujhey Hai Bas Jahan Teri Meri Wafa Kehta Hai Yeh Ishque Ki Raah Sey Phir Ek Dafa Hum Guzar Leyen Zara Paas Laya Tere Youn Sataya Mujhey Phir Tere Liye Majboor Kiya Majboor Kiya
Ho.. Aawara.. Aawara.. Awaara.. Awaara.. Aawara.. Aawara.. Dil Awaara Hua
Ho.. Aawara.. Aawara.. Awaara.. Awaara.. Aawara.. Aawara.. Dil Awaara Hua
Kabhi Pehli Barish Mein Khwahishein Jagayein Kabhi Is Mein Chal Rahi Dharkan Ko Barhayein Fitrat Sey Yeh Beysaber Bas Tujhko Bulaye Doori Ka Jo Aalam Ho To Khoob Rulaaye Phir Kitni Bhi Koshish Kar Loun Dil Sanbhal Na Paye
Ho.. Aawara.. Aawara.. Awaara.. Awaara.. Aawara.. Aawara.. Dil Awaara Hua
Ho.. Aawara.. Aawara.. Awaara.. Awaara.. Aawara.. Aawara.. Dil Awaara Hua
Chal Phir Uon Galliyon Mein Kahin Hum Phir Kho Jayein Jahan Chalti Thin Mohabbat Ki Taza Hawayein Wahan Phir Sey Ajnabi Kyun Na Ho Jayein Phir Se Ek Doojey Ko Aa Chal Milwayein Tujhey Mil Key Aawargi Ka Mausam Phir Aaye
Be the first to comment