Cast: Zayed Khan, Rannvijay Singh, Tina Desai, Talia Bentson
Dil Ka Funda Lyrics
Dil ka funda dil dene wala hi jaanta hai Khushi ka sama hai jane kyu khushi se darta hai
Dil ka funda dil dene wala hi jaanta hai Khushi ka sama hai jane kyu khushi se darta hai Meri jaan kurbaan ye dil magar Meri jaan anjaana sa hai ye safar Na bangla na mehangi gaadi Sapne hain mere paas Dene ko hai bas mera dil Phir bhi aaogi kya mere saath, aaogi kya?
Tu mila toh hua laqeeron par mujhe yaqeen Har kadam chalenge sang tere yaar Maang loon tujhse kya Tujhse meri zindagi Chahiye bas ek zara sa pyaar
Meri jaan nadaan hai tu is kadar Meri jaan samjhana hai be-asar Na bangla na mehangi gaadi Sapne hain mere paas Dene ko hai bas mera dil Phir bhi aaogi kya mere saath, aaogi kya?
Na kabhi tha gila, na koi shiqayatein Chun liya tu apna hai Paa liya jo tujhe na koi ab hasratein Toot na jaaye sapna hai
Dil ka funda dil dene wala hi jaanta hai Khushi ka sama hai jane kyu khushi se darta hai Meri jaan meherbaan jo tu mujhpe agar Meri jaan ban ja na meri humsafar Na bangla na mehangi gaadi Sapne hain mere paas Dene ko hai bas mera dil Phir bhi aaogi kya mere saath, aaogi kya?
Phir bhi aaungi main tere saath Aaungi main....
To catch all the updates of Sharafat Gayi Tel Lene log on to : Twitter - twitter.com/ZeeMusicCompany Facebook - www.facebook.com/zeemusiccompany
Be the first to comment