had e kunfikan Se Guzar Gaya lyrics had e kunfikan Se Guzar Gaya Nusrat Fateh ALi KHan had e kunfikan Se Guzar Gaya lyrics had e kunfikan Se Guzar Gaya dailymotion had e kunfikan Se Guzar Gaya youtube
fikr e manzil na hosh e jata e manzil mujhay Ja raha houn jiss taraf lay ja raha hai dil mujhay
Kisi say meri manzil ka pata paya nahi jata Jahan may houn wahan farishton say jaya nahi jata
Had e Kun fikaan say guzar gaya Had e La makaan say guzar gaya Teri Justuju Mein Khabar Nahin Mein Kahan Kahan se Guzar Gaya
Yeh Apna Apna Hai Hosla Yeh to Apni Apni Uraan hai Koi Urh keh Reh Gaya Bam Tak Koi Kehkashan se Guzar Gaya
Had e Kun fikaan say guzar gaya Had e La makaan say guzar gaya
Shab e hijr hans key guzaar li Gham e ishq dil say laga lia Meray jazb e shouq ki dad day mayn har imtehaan say guzar gaya!
Had e Kun fikaan say guzar gaya Had e La makaan say guzar gaya
Woh Maqaam Dair-o-haram Baney Waheen Sab ki Gardanein Kham Hui Waheen sar ka Sajda Hui Jabeen Tu Jahan Jahan se Guzar Gaya
Had e Kun fikaan say guzar gaya Had e La makaan say guzar gaya