Bhool Na Jaana 2014 Lyrics+Video Full Song from Main Aur Mr. Riight

  • 9 years ago
Full Lyrics:
Bhool na jaana mujhe
Yaad na aana mujhe
Bhool na jaana mujhe
Yaad na aana mujhe
Khwaabo mein mere sapne hai tere
Khwaabo mein mere sapne hai tere
Ab na jagana mujhe
Yaad na aana haa aa
Hoon beh raha sailaab mein
Tera bana bas khwaab mein
Hoon beh raha sailaab mein
Tera bana bas khwaab mein
Aati nahin neende magar
Din hai mera bas raat mein
Aati nahin neende magar
Din hai mera bas raat mein
Karke deewana mujhe
Yaad na aana haa aa
Faila hai har soo suna andhera
Tu hi thaa ab koan hai mera
Faila hai har soo suna andhera
Tu hi thaa ab koan hai mera
Hai iltazaar mere khuda
Jaake use itna bataa
Hai iltazaar mere khuda
Jaake use itna bataa
Karke deewana mujhe
Yaad na aana mujhe
Bhool na jaana mujhe
Yaad na aana haa aa

Recommended