jab se PAk-China gwadar project ki bat start hue india ne bhonkna shuru kar dia k asa maat karo, and khulyaam ilfaz main PAkistan se bhi kaha k china ko Gwadar port mat do , jab se is agreement ki baat hue ha Balochistan k halaat bury hona shuru hogye , Remember Rehman malik and kayen alaa afsran phly bhi bohat bar asa kah chuky hain k Balochistan and karachi main india k mulawis hony k shwahid mily hain and is video ko dekh kar bhi pta chalta ha k india kesy bokhlaya hua ha , ye waqt Sunni-Shiya ya phir punjabi-balochi hony ka nahe balky sirf aur sirf Pakistani hokar apny is dushman se muqabla krny ka ha.
Be the first to comment