Film: Aan Song: Tere Janay Ke Bad Teri Yad Ayi Singer: Lata Mangeshker Actress: NAdra Year: 1952 Language: Urdu Country: India
Aan was the first ever colour film of India. Nadra was introduced in this film, Very ugly for a leading role
Tujhe Kho Diya Ham Ne Paane Ke Baad Ho � 2 Teri Yaad Aayi � 2 Tere Jaane Ke Baad Teri Yaad Aayi Tujhe Kho Diya Ham Ne
Mila Tha Na Jab Tak Judaai Ka Gham Mohabbat Ka Matlab Na Samjhe The Ham Tarapne Lage Teer Khane Ke Baad, Tadapne Lage Tadapne Lage Teer Khane Ke Baad Teri Yaad Aayi - 2 Tere Jaane Ke Baad Teri Yaad Aayi Tujhe Kho Diya Ham Ne
Nigaahon Men Ab Tu Samane Laga Tera Naam Hothon Pe Aane Laga Hue Ham Tere Ek Zamane Ke Baad Hue Ham Tere Hue Ham Tere Ek Zamane Ke Baad Teri Yaad Aayi - 2 Tere Jaane Ke Baad Teri Yaad Aayi Tujhe Kho Diya Hamne
Mohabbat Mili Aur Tu Kho Gaya, Tu Kho Gaya Oh Badalte Hi Kismat Yeh Kya Ho Gaya, Kya Ho Gaya Khushi Chhin Gayi Dil Lagane Ke Baad Khushi Chhin Gayi Khushi Chhin Gayi, Dil Lagane Ke Baad Teri Yaad Aayi - 2 Tere Jaane Ke Baad Teri Yaad Aayi