{"type":"video","version":"1.0","provider_name":"Dailymotion","provider_url":"https:\/\/www.dailymotion.com","title":"Beautiful Hamd Wohi Rab Hai Jisnay by Awais Raza Qadri","description":"\u0648\u06c1\u06cc \u0631\u0628 \u06c1\u06d2 \u062c\u0633 \u0646\u06d2 \u062a\u062c\u06be \u06a9\u0648 Wohi Rab hai jis ne Tujh ko hama tan Karam banaya lyric Wohi Rab hai jis ne Tujh ko hama tan Karam banaya Hamein bheek mangne ko Tera aastaan banaya Tujhe hamd hai Khudaya Wohi Rab hai jis ne Tujh ko hama tan Karam banaya  Tumhein Haqim banaya Tumhein Qasim Aataya Tumhein Shafe Aataya Tumhein Da'afe balaya Koi Tum sa kon aaya? Wohi Rab hai jis ne Tujh ko hama tan Karam banaya  Wo kanwaari Pak Maryam wo Naf'ate fiya ka dam Hai azab Nishaan-e-Aazam magar Aamina ka Jaya Wohi sab se afzal aaya Wohi Rab hai jis ne Tujh ko hama tan Karam banaya  Yahi bole sidraa wale chaman-e-Jahaan kay thaale Sabhi mein ne chan daale Teray pae ka naa paya Tujhe yaq ne Yaq banaya Wohi Rab hai jis ne Tujh ko hama tan Karam banaya   \"Fa Izaa Faraghta Fansab\"(Quraanic Ayat) ye mila hai Tujh ko mansab Jo gada bana choke ab otho waqte bakhshis Aaya Karo qismat aataya Wohi Rab hai jis ne Tujh ko hama tan Karam banaya  \"Wa Ilaa Rabika Farghab\",karo arz sab kay matlab keh Tuhein ko Takte hein sab karo un per Apna saya Bano Shafeye Khataya Wohi Rab hai jis ne Tujh ko hama tan Karam banaya  Aare Ay Khuda kay bando koi meray dil ko dhondoo Meray paas tha abhi to abhi to abhi kya howa Khudaya Na koi gia na Aaya  Hamein Ay Raza Teray dil ka pata chala ba mushkil Dar-e-Rozae muqabil wo hamein nazar tou aaya Ye na pocha kaisa paya Wohi Rab hai jis ne Tujh ko hama tan Karam banaya","author_name":"Fun Valley","author_url":"https:\/\/www.dailymotion.com\/fun-valley","width":480,"height":327,"html":"<iframe frameborder=\"0\" width=\"480\" height=\"327\" src=\"https:\/\/geo.dailymotion.com\/player.html?video=x3eo7f9&\" allowfullscreen allow=\"autoplay; fullscreen; picture-in-picture; web-share\"><\/iframe>","thumbnail_url":"https:\/\/s1.dmcdn.net\/v\/CH_ML1epAp6HvDOpU\/x240","thumbnail_width":353,"thumbnail_height":240}