Farata FAN sound problem | fan ki awaaz kaise band karen | farata fan bearing replacement

  • 8 months ago
title
Farata FAN sound problem | fan ki awaaz kaise band karen | farata fan bearing replacement

about
doston khempur repair channel Mein aapka swagat hai Aaj mere pass mein ek farrata fan repairing ke liye Aaya Hai is fan mein problem yah hai ki iski awaaz bahut jyada hai aur Jab Maine isko check kiya to Pata Chala Ki is fan ke donon bearing kharab Hain andar Wala Bhi bering kharab hai aur Bahar Wala Bhi tufan fan Mein Jab bearing kharab ho Jaate Hain To aap bering ko change karke bhi fan ki awaaz ko khatm kar sakte hain aur aap bering ko repair Karke bhi fan ki awaaz khatm kar sakte hain lekin is fan Mein bearing ko change kara hai Kyunki customer ka Kahana tha ki use acchi quality ka kam chahie fan bar-bar kharab Nahin Hona chahie isiliye Maine barring ko change kiya hai aur bearing Kaise change karte hain donon bearing kaise nikaalte hain lagane ka Sahi Tarika kya hai yah sab is video mein aapko dekhne ko Milega isliye video aap pura Dekhen Aur Is Tarah Se Apne fan ko bhi aap theek kar sakte hain yah video Pasand Aaye To like aur share Jarur Karen thank u

Instagram
https://www.instagram.com/khempurrepair/

#khempurrepair
#faratafanslowspeedproblem
#faratafanjamproblem #faratafanwinding

Recommended