Kamli waley Mustafa (PBUH) ke hai karam ki inteha - Naat (Urdu) | Faqeer Muhammad Ramzan Kaifi

  • 4 years ago
Naat (Urdu)
Kamli waley Mustafa (PBUH) ke hai karam ki inteha
Bilyaqeen is baat par Allah hai Shahid mira

Hasrat-e-Deedar mein ghash kha ke main bhi gir parra
Is liye sou jata hon Deedar ho bass Aap (PBUH) ka

Rahmat-e-Haq se rawan hon aaj Rah-e-Khas parr
Dil mein hai Yad-e-Khuda aur lab pey Yad-e-Mustafa (PBUH)

Dour hoti hain Balaeen jab kahun Ya Mustafa (PBUH)
Lab pey rehti hai sadda Sall-e-Ala Sall-e-Ala

Kaif milta hai sadda Kaifi ko Teri yad mein
Hon ghulam-e-Pur khatta barda tira shaida tira

- Naat Number # 31
- Page Number # 133
- Book Name : Ashk-e-Aqeedat (Urdu Aur Saraiki Naatia Kalam)
- Written and Read by Faqeer Muhammad Ramzan Kaifi Qadri Awaisi (Naatia Poet)

- Ashk-e-Aqeedat (Urdu Aur Saraiki Naatia Kalam)
- Available at: https://drive.google.com/file/d/1XpQd1aG_1SLMA7Fbb4SvBsgC989Qidg6/view

#------------------------------------#
Address
#------------------------------------#

Aastana Aalia Ghousia Awaisia Near Qasim Bagh Khanqah Sharif T/D Bahawalpur, Punjab Pakistan.

#--------------------------------#
Content Maker
#--------------------------------#

Faqeer Muhammad Ramzan Kaifi is a Teacher, Artist, Naatia Poet, Writer and Mystic. He is illuminating the hearts of people through his intense Love for Allah, Hazrat Muhammad (Sallallahu Alayhi Wa-Aalehi Wasallam), Ahle-Bait (R.A), Sahaba Karam (R.A) and Auliya Karam (R.A).

His book (Ashk-e-Aqeedat) has been published that is collection of
Hamd-o-Naat, Manaqib, Kafiyan, Qataat, Rubaiyat and Fardiyat in Urdu and Saraiki.
His other books that are in the process of publication are:
i- Aqwal-e-Kaifi
ii- Kaifyat-e-Kaifi
iii- Muqashafat-e-Kaifi (Volume-1)
iv- Muqashfat-e-Kaifi (Volume-2)
v- Bazuban-e-Khalq.

He has been conducting religious congregations and Spiritual Mahafils:
i- Mahana Mailad-e-Mustafa (Sallallahu Alayhi Wa-Aalehi Wasallam) since 1987.
ii- Salana Mailad-e-Mustafa (Sallallahu Alayhi Wa-Aalehi Wasallam) since 1987.
iii- Salana Mehfil Zikr-e-Ahl-Bait (RIZWANULLAH ALAIHE) since 1427 Hijri.
iv- Salana Mehfil Ghous-ul-Azam Hazrat Al-Sayyed Al-Shaikh Abdul Qadir Al-Jilani Al-Hassani-o-Al- Hussaini (Qudd-e-Sa Sirr-o-hul Azeeze)
v- Salana Mehfil Hazrat Khawaja Mohkum-ud-Deen Sairani (Rahmatullah Alaih)

#---------------------------------#
Social Media
#---------------------------------#

His collection of Hamd-o-Naat, Nazm, Manaqib, Kafiyan, Qataat, Rubaiyat, Marsiay and Fardiyat in Urdu and Saraiki is available on:
1-YouTube https://www.youtube.com/mramzankaifi
2-Facebook https://www.facebook.com/RamzanKaifi
3-Dailymotion https://www.dailymotion.com/mramzankaifi
4-Twitter https://twitter.com/MRamzanKaifi
5-Instagram https://www.instagram.com/m_ramzan_kaifi
6-LinkedIn https://www.linkedin.com/in/m-ramzan-kaifi
7-Website http://ramzankaifi.com
8-Pinterest https://www.pinterest.com/mramzankaifi
9-Tumbler https://mramzankaifi.tumblr.com

Recommended