Mera Dil Badal De Naat by Waseem Badami

  • 7 years ago
Mera Dil Badal De Naat by Waseem Badami
Mera Dil Badal De Naat by Waseem Badami

Mera Dil BaDal Dai Lyrics:
BaDal De Dil ki Duniya Dil baDal Dai
Mera Ghaflat mein Dooba Dil baDal Dai
Hawa-o-Hirs wala Dil baDal Dai
Mera Ghaflat mein Dooba Dil baDal Dai
BaDal De Dil ki Duniya Dil baDal Dai
KhuDaia Fazl farmaa Dil baDal Dai
Gunah gaari main kab tak Umr kaatoun
BaDal Dai Mera rasta Dil baDal Dai
Sunoun Main naam Tera Dharkanon Main
Maza aajaye Maula Dil baDal Dai
Hataaloun aankh apni Maa-siwa say
Jiyoun Mein Teri khatir Dil baDal Dai
Karoun Qurbaan Apni Saari Khushiyaan
Tu apna ghum ata kar Dil baDal Dai
Sehal farmaa musalsal yaaD apni
KhuDaia Reham farmaa Dil baDal Dai
Para houn Teray Dar par Dil shikasta
Rahoun kyu Dil shikasta Dil baDal Dai
Tera hojaoun itni arzoo hay
Bas itni hay tamanna Dil baDal Dai
Meri faryaaD sunlay Meray Maula
Banalay apna banDa Dil baDal Dai

Na'at (Urdu: نعت‎, translit. na‘t) refers to poetry in praise of the Islamic prophet Muhammad. The practice is popular in South Asia (Bangladesh, Pakistan and India), commonly in Pashto, Bengali, Urdu or Punjabi language. People who recite naat are known as naat khawan or sana'a-khua'an. Exclusive "praise to Allah" and Allah alone is called Hamd, not to be confused with 'Naat', which contains "praise to the prophet Muhammad". In Arab countries, lyrics and praises said for the Muhammad are called Nasheeds.

keywords:
naat
naat sharif
naat 2017
naat punjabi
naat shareef
naat sharif 2017

Recommended