Main Aashiq Hoon Baharon Ka

  • 8 years ago
nahi dekha kabhi pahale, kabhi pahale nahi dekha
ye phul hai kin ghuljharo ka, mai aasiq hu baharo ka
mai aasiq hu baharo ka
nahi dekha kabhi pahale, kabhi pahale nahi dekha
ye phul hai kin ghuljharo ka, mai aasiq hu baharo ka
mai aasiq hu baharo ka

mujhe jo pasand ho mai chhod ta nahi
par daro mat phulo ko mai todhta nahi
mujhe jo pasand ho mai chhod ta nahi
par daro mat phulo ko mai todhta nahi
mujhko khabar hai ki tumsi najuk kaliya
chhune se shrama jati hai
ye hai aadat meri bina matlab ke
ye najare yuhi kisi chehare pe rukh jati hai
yuhi kisi chehare pe rukh jati hai
nahi dil me mere kuch mere, mujhe sokh hai sirf najaaro ko
mai aasiq hu baharo ka, mai aasiq hu baharo ka

tumsi hasino ki ho khak khadar
hum log rang roop ko na dekhe agar
tumsi hasino ki ho khak khadar
hum log rang roop ko na dekhe agar
jisko koi dekhata nahi puchho us se ki
kitani lakleef hoti hai
jal jata hai vo dil hi dil me jab
samane uske auro ki tarif hoti hai
tarif hoti hai to lat uljhi suljha du
matlab hai ye mere isharo ka, mai aasiq hu baharo ka
mai aasiq hu baharo ka
nahi dekha kabhi pahale, kabhi pahale nahi dekha
ye phul hai kin ghuljharo ka, mai aasiq hu baharo ka
mai aasiq hu baharo ka, mai aasiq hu baharo ka

Recommended