Mustafa Ya Mustafa, Mustafa - Nusrat Fateh Ali Khan
  • 8 years ago
==============================================
Mustafa Ya Mustafa, Mustafa Lyrics - Nusrat Fateh Ali Khan
==============================================
Lyrics/Poet: Dr. Imdad Hussain Imdad
==============================================
main gunahon mein ghira hoon kijiye mujhko riha mustafa ya mustafa

dukh bhare lamhaat mein is shabe zulmaat mein mujhko hai noor e mujassam hai tera hu aasra
mustafa ya mustafa mustafa ya mustafa

gham ka maara hoon ya rasool allah besahaara hoon ya rasool allah gham ke maaron ki laaj rakh lije benawaon pe bhi karam kije

aap ko yaad kar lila maine kalb ko shaad kar lila maine mera dil bhi nisaar meri jaan pi nisaar main toh kya tumpe dono jahaan nisaar
mustafa ya mustafa mustafa ya mustafa

bekason ke liye sahaara hai doobton ke liye kinaara hai rehmatein do jahaan bahaar e karam hai faqat aap hi se mera bharam
mustafa ya mustafa mustafa ya mustafa

mera dil bhi hai beqaraar o malool bare hasnain aye muda ke rasoi aeena dard ka hai deeda e tar mere aaka ho karam ki ek nazar
mustafa ya mustafa mustafa ya mustafa

rehmatal lil alamen koi bhi tujhsa naheen khaak tere dar ki hai khak e shafa
mustafa ya mustafa

aur mehboob e khuda kaun hai tere siwa tera ghar wo ghar hai risme hain sabhi mushkil kusha
mustafa ya mustafa

tu hai akhi e murata tera wasi bushkil kusha dukhtar hai teri faatima nana hai tu hasnain ka panjtan ka naam hi konain ka raz e baka
mustafa ya mustafa mustafa ya mustafa

is dardse ayam man tartib subo shame main har sam hain rajo mahan har sam hain daro rasen ik alame arbo bala imdad mehboob e khuda
mustafa ya mustafa
==============================================
Source: https://www.youtube.com/watch?v=4tXt3keu3Wo
Recommended