Data Ki Deewani Mai - Shiraz Uppal & Rafaqat Ali Khan ( Qwalli)

  • 10 years ago
Data Ki Deewani Mai - Shiraz Uppal & Rafaqat Ali Khan ( Qwalli)
It is an excellent sufi song.
Daata di Diwani Main Lyrics
Aa... aa...

Ganj bakhsh faiz-e-alam
Mazhar-e-noor-e-khuda
Na kasara peer-e-qaabe
Kamilaa raa rahnuma...

Ganj bakhsh, ganj bakhsh
Ganj bakhsh faiz-e-alam
Ganj bakhsh, ganj bakhsh
Ganj bakhsh faiz-e-alam

Diwani... (Ganj Bakhsh)
Teri diwani
(ganj bakhsh faiz-e-alam)

Daata di deewani main
Daata di diwani main
Tusaral mill gaavo
Tusaral mill gaavo
Daata di dewani main
Daata... a...

Woh naksh jo gehna tha
Woh khaak mein hai gum kyun
Ik saans ke aane se
Ik saans gayi them kyun
Nagri mein teri daata
Ye ranj ka aalam kyun
Nagri mein teri daata
Ye ranj ka aalam kyun
Ye ranj ka aalam kyun
Dharti ke badan par hai
Shatranj ka aalam kyun

Data di deewani main
Data di diwani main
Tusaral mil gaavo, daata di..
Ganj bakhsh, Ganj bakhsh
Ganj bakhsh faiz-e-aalam
Ganj bakhsh faiz e alam
Ganj bakhsh, ganj bakhsh
Ganj bakhsh, faiz-e-aalam

Ghaus, qutub, sab de thon sadqe
Ghaus, qutub, sab de thon sabqe
De thon sabqe
Raahonko badal daalein
Aahon mein asar toh hai
Banti hai bigadti hai
Taqdeer magar toh hai
Saagar mein kahin apni
Koi ek leher toh hai
Saagar mein kahin apni
Koi ek leher toh hai
Koi ik lehar toh hai
Wo shab jo nahin kat-ti
Uski bhi sehar toh hai
Daata di diwaani main
Daata di deewani main
Tusaral mill gaavo
Tusaral mill gaavo

Tere dar aaya, dildar aaya
Sun le meri daata piya [x7]

Recommended