Chipak-Chipak ke chalti hai Kabhi-Kabhi toh raahe Jude-Jude kuch aise ke laga ho jaise gum Double-Double hoti thi jo Kabhi-Kabhi takleefein kisi ke sang mein chalne se hui half se kam ho tera mera, mera tera, tera mera, mera tera kissa firangi Kabhi-Kabhi chalti hai, Kabhi-Kabhi rukti kahaani bedhangi Kashmir main, tu Kanyakumari North-South ki kat gayi dekho door hi saari Kashmir tu, main kanyakumari fifty fifty har situation mein hissedaari Aye hai ek taraf toh jhagda hai, saath phir bhi tagda hai Do kadam chalte hai toh, lagta hai aath hai Do tarah ke flavour, sau tarah ke tevar darbadar phirte hai ji, phir bhi apni thaath hai Kabhi-Kabhi chale seedhe, kabhi mud jaayein Kabhi-Kabhi kahin tootein, kabhi jud jaatein Hum shaam sehar ke, Chaaron pehar ke mood mein dhal jaayein Kashmir main, tu Kanyakumari Uttar ne Dakshin ko aflatoon aankh maari Kashmir tu, main kanyakumari tel bechne jaaye toh phir ye duniya saari Aye hai Main zara sa punkchar toh, tu hawa ke jaise hai saath ho toh pahiye takdeeron ke tight ho Bulb ban jaaun main, aur tu switch ban ja bhaad mein jaaye duniya apni batti light ho Kabhi-Kabhi chale seedhe, kabhi mud jaayein Kabhi-Kabhi paidal, kabhi ud jaaye hame dekh zamane walon ki chahe naak sikud jaaye Kashmir main, tu Kanyakumari Halke Phulke packet mein dekho mushkil bhaari Kashmir tu, main kanyakumari Hindi mein gustaakhi hai toh, english mein sorry Chipak-Chipak ke chalti hai Kabhi-Kabhi toh raahe Jude-Jude kuch aise ke laga ho jaise gum Double-Double hoti thi jo Kabhi-Kabhi takleefein kisi ke sang mein chalne se hui half se kam ho tera mera, mera tera, tera mera, mera tera kissa firangi Kabhi-Kabhi chalti hai, Kabhi-Kabhi rukti kahaani bedhangi Kashmir main, tu Kanyakumari North-South ki kat gayi dekho door hi saari Kashmir tu, main kanyakumari fifty fifty har situation mein hissedaari
Be the first to comment